ke jor pe inhone hathiya haii shasan ki gaddi
Kya issi desh ka swapn dekha tha desh par mar mitne wale swantrata sainani
Inqalab ka nara lagaaon desh ke har nar nari,
Kyonki unke sapno ko sakar karne ke liye hume chaiye AzadiHumme rokna hai desh ki Barbadi....
Taki jale sada mere des me nirbhayta ,nidarta, manvta, asha aur samridhi ki jyoti
Hum bhi mar mitenge jabtak na hume mile yeh Azadi.
No comments:
Post a Comment